You cannot rate your own article.
By: jjjjjjjjjjj | Posted: Jun 19, 2008 | General | 624 Views

jeevan sagar mein jo leta gehra gota hai,


moti pane ka haqdaar wahi to hota hai


mazza kya hota dhara ka use kya pata,


kinare khada hokar jo samaya de bita ,


wo to bass afsoos bhare aansu hi rota hai,


yeh kehte hai jeevan mein hai bahut dukh mila ,


har ek phool bagiya ka hai kanton pe khila,


kannto se ghabra kar kyu phoolon ko khota h,


Post a Blog