You cannot rate your own article.
By: saini34ankit | Posted: Jul 22, 2017 | General | 282 Views

Listen!!. I want ask one question all student, .Jaago india Jaago.apne hak ke liye aaj


nhi to kabhi nhi




  1. what is meaning of competiton?




ek board k student ko jayda fayda ho raha hai isse(eng


medium) becz comprehensive m hindi medium vale better


performance nhi kar pate unko pata he nhi lagta ki Q kya


puchh raha hai to ans kha se kare.(csat m ek studnt ne


jisne pre,main clear kar diya tha interview se eng ki vajha


se bhar nikla gya)


ye unki problem nhi hai becz childhood se vo to hindi m


padhte aaye hai ek dam se kha se ye sab kare or fir GD/


PI.unki speaking achi nhi hoti yha bhar kar diye jate hai.


unko coperate(MBA) leval m aane se roka ja raha hai .




  1. hind medium student ke pass 10,12 m itna syllabus




hota h fir ve% kam aati hai chalega,other side cbsc,icse


board valo ke pass kam syllabus hota h% jayda aati


hai.jab sabi ko pata hai ye sab to IIM m percentage kyu


dakhi jati hai?


3.jab IFS officer select hone ke bad other language sikhyi


ja sakti hai to CAT exam k bad to alredy 2 year ki study


hai(vha sikhao jo ve sikhana entance exam m kyu rok


rahe ho) ye exam sbi language m kyu nhi hota.sabko


aage aane ka mokka do.fir hoga competition to.share karo jyda se jyda sabi ko pta chle actually unke sath ho kya rha hae taki new generation or poor logo ke sath ye sab nhi ho .JAI HIND.


NOTE-: please ek bar comment karne se phle sochna jarur, because kuch kheyege ki hindi Medium valo ne ve IAS clear kiya,ase to uneducated log but h example dene ko MODI,AMBANI. but in bato ko chod kar reality par aao. ye ek equility to nhi hui .


see it link-


https://youtube.com/watch?v=ZygHY7K6ArA


Post a Blog