You cannot rate your own article.
By: madhuminal | Posted: Nov 10, 2008 | General | 406 Views

pyarr ek pal mai tanha kar,


gaya,


pyarr ek pal mai sath hajaro,


ka sath de gaya,


kitni baharen hai,


chand-sitaren hai,


jab wo aye to fija ko ek rang,


de gaya,


in najro ko jane kitni najaro,


ki saugat de gaya,


har dhadkan ko tera intjar hai,


har pal teri raah taken,


tu hi to hume raho mai,


bida kar apni yado ki,


barat de gaya ab sun,


yeh dil ek pal bhi tanha,


na hua iski fitrat mai tu,


banjaro ki fitrat de gaya,


hum to chahte hai ki tu aye,


to yeh sawan jhum ke barse,


na jane kyon tu hume yeh,


chand taro se bhari raat de,


gay,


teri rusvaiyon ke darr se labon,


ko chup lagi hai,


warna tu janta hai ki tu kitne,


pyarr ke afsane de gaya.



Post a Blog