Yes Folks
This singer had potentials of every kind, he tried his hand at everything
but he was the best in yoddling.
He sounded damn good and was the best yoddler the film
industry had. Get any song sung by him he did it, may it be
comedy a sad song or a love song he did it all.
But the best ghost voice of Rajesh Khanna and Devanand he
was, I am going to try my level best to give him his due, but in
a little time.
His yoddling in the title song of the film Jhumroo was good
so was it in Andaz, Zindagi ek safar hai suhana yahan kal kiya ho kisne
jaana.
1.Yeh dard bahara afsana, sunle anjaan zamana mein hoon ek
pagal premi mera dard na koi jaana.
2.Kuch toh log kahenge, logon ka kaam hai kehna chodo bekar
ki baton ko, kahi beeth na jaaye rehna, kuch toh log kahege.
Amar Prem.
3.Samney ye kaun aaya dil mein huvi hulchul dekhke bas ek
hi jhalak ho gayen hum pagal, batey mulaquatein hum se bhi
toh hogi, khule gi woh humse aaj nahi toh kal. Jawani Diwani.
4.Mere mehboob quayamat hogi aaj rusva teri galiyon
mein mohabbat hogi, meri nazarey toh gila garti hain
tere dil ko bhi shikaaiat hogi mere mehboob. Mr X in Bombay.
5.Inteha ho gayi mere yaar ki, aayi na kuch khabar mere yaar
ki, hai mujey ye yakeen bewafa woh nahin phir vaaja kiya hui
intezar ki. Shaarabi.
6.Hum bewafa hargis na thay pur hum wafaa kar na saakey,
hum ko mili uski sazaa joh hum khata kur na saakey. Shalimar
7.Badi suni, suni hai zindagi ye zindagi mein khudse hoon
yahan ajnabi, ajnabi badi suni, suni hai. Mili
8.Kiya jau mein hoon kaun mara hua zindagi ka mujko toh
mehfil mein laya hai pyar kis ka, lagkey galey se phir bhi
machal na sakhu mein dekho ye mere baandhe haath,
kaise milu tumse chahu toh milna saku mein dekho ye mere
bandhe haath. Bandhe Haath.
9.Dekha na hai re, socha na hai re rukh di hatheli pe jaan
khadmon mein tere nikle mera dum hai bas yehi armaan.
Quatil hain kaun kaha nahi jai, chup bhi toh raha nahi jai
bulbul hai kaun, kaun hai saayad kuch toh kaho re meri jaan.
Bombay to Goa
10.Pal, pal dil ke pas tum rehti ho, jeevan mithi pyar ye
kehti ho, pal pal dil ke pas tum rehti ho.
Ye kaisa rishta hai, ye kaise sapne hai beganey hokar bhi
kyoon lagte apne hain, tum yuhi saathte rehna aah, aah kar
khwabon mein. Pal pal dil ke pas tum rehti ho.
11.Khwab ho tum ya koi haqueeqat kaun ho tum batlavo, derse
kitni door khadi ho aur kareeb aah jao. Teen Deviyan.
12.Ja, ja, ja mujey na aab yaad aa mujey bhul jaaney de,
jaaney de na saatha ja, ja, ja mujey na aab yaad aah.
As well as, Yeh lal rang kab mujey chodega mera gham kab
talak mera dil todega, yeh lal rang kab mujey chodega.
Both songs are from Prem Nagar.
13.Manah janab ne pukara nahin, kiya mera saath bhi gavara
nahin, muft mein chalke jal diye tan ke wallah jawab tumhara
nahin, manah janab ne pukara nahin. Paying guest.
14.Zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin, koi
jaana nahin hai yeh kaisi dagar jaltey hain sab magar koi,
samja nahin koi jaana nahi. Safar
15.Dekh hi saktha hu mein kuch bhi hotey huvey, dekh sakta
hoon mein kuch bhi hiey huve nahi mein nahi dekh sakta tujey
rotey huvey, nahin mein nahiun dekh sakta tujey rohtey huve.
Majboor
16.Yeh jeevan hai, yeh jeevan ka yehi hai, yehi hai, yehi hai
rang roop thodey gham hai, thodi khushiyaan yehi hai, yehi
hai, yehi hai chaon dhoop yeh jeevan hai. Piya ka Ghar
His yoddling numbers cannot forget.
17.Mai hoon jhum, jhum, jhumroo phukad bankey mein ghumroo
mein ye pyar ka geet sunata chala, manzil par meri nazar
mein duniya se bekhabar beethi baton pe dhool udhata chala.
Yudla yudlay yudlay. Jhumroo.
18.Zindagi ek safar hai suhana yaha kal kiya ho kisne jaana.
Yudlai yudlai. Andaz
19.Humey tumse pyar kitna ye hum nahin jaante magar jeenahi
saktey tumharey bina. Kudrat
20.Kaun si hai woh cheez joh yahan nahi milti sab kuch mil
jata hai lekin ha, maa nahi milti, maa nahin milti.
Jaise ko taisa.
You can go on endlessly of the singers who have all passed away
because they have left songs, which every generations
would love to hear we can do our best to keep them alive
by remembering them for giving us songs which were meaningful.
Some songs are remembered by kids of now days who like these
singers a lot why does not somebody suggest Mukesh he was
a very good singer as well I hope somebody does I will be the
first to write about him.
This tribute is small for Kishor Da still did my best.
Bye to one and all
Sushama
21.Tera mujsey hai pehley ka naata koi yuhi nahi dilubata
koi, jaaney tu ya jaaney na maaney tu ya manay na.
These songs are of all types sung by him, someone asked me I
should say why these songs were liked, well for one good
sensible things like lyrics, sung well with feeling and depth music
composers were excellent.
These songs have all that is required to make music reach
out to you.