Aircel ka jo sim hai uska network to jada hai nai net kabhi bhul kar bhi nahi chalta netwark full rahta hia fhir bhi fhon nahi lagta maine socha tha ki yah sim lekar khub baat karunga din bhar net chalaunga lekin mere sabhi sapne dhare ke dhare rah gaye jab maine 10 din to dukandar ke yaha chakkar lagaye ki mera sim kab chalu hoga bhai jaldi kare kaise bhi mera sim 12 din baad to chalu hua chalu to ho gaya lekin na to kabhi net sahi se chala na baat hi sahi se hui mai bahu paresan hua