Naam : Amitabh bachchan
Baap Ka Naam : Harivanshrai Bachchan (Great poet)
Maan Ka Naam : Teji bachchan
Biwi ka Naam : Jaya Bachchan
Beti aur Beta : Shweta (married to Anil Ambaniss cousin) aur Abhishek Bachchan
It gives me immense pleasure to write about arguably the greatest actor in the Indian Film Industry. Born in Allahabad (U.P.) in the year 1942 he got that natural hindi accent from his birthplace that is so terrific...in early sixties he went to Calcutta where he got his first job in a reputed coal merchant firm called Bird & Heilgers where he got Rs. 500/- as his first salary and then he joined theatre called Amateurs .....and this is where it all started.....
The great saga of amitabhs movies
Well amits appearance in Hindi film marks the opening of a new era. His height, his baritone voice, sense of humour, above all his screen presence moved the spectators. A new term was coined in Bollywood Angry young-man and Amit become Amitabh Bachhan (Big B) the Titan of Hindi Film Industry. He has become larger than life by now ....people praise him , adulate him , worship him .....and people like me would die to get a glimpse of him .....a small list of masterpieces after masterpieces.....with dialogues for u all!!! (nething for amitji)
Namak Haram mein the angry young man Hai kisi maaii ke laal me himmat, joo mere saamne aaye
Zanjeer mein amitji ...Yeh pulis station hai, tumhare baap ka ghar nahi. isliye Sidhi tarah khade raho.
Deewaar Haan, mein sign karoonga, lekin pehle us aadmi ka sign le kar aao, jisne mera baap ko chor kaha tha; pehle us aadmi ka sign le kar aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle us aadmi ka sign le kar aao jisne mere haath pe ye leekh diya thaa, Uske BAAD, us ke baad, mere bhai, tum jo kaagaz pe kahoge us par me sign karoonga. uuf tumhare usul, tumhare adarsh. Kis kaam ke hai tumhare is usul jo ek waqt ki roti tak nahi bana sakta?
Sholay mein the sense of humour Tumhara Naam kya hai, Basanti...
Angrezon ke zamaane ke jailer, aur itni si ghabrahat?
Adaalat ik rahen iir, ik rahen beer, ik rahen patte aur ik rahen hum.....
Amar Akbar Anthony Eh phool de dona ma, wahan is ke mafik koi kadak afsar mil gaya to uske hum yeh phool deke apun ka baap bana denga. Tum har wakhat is jadiye ko apne paas kyon rakhti ho?
Don Tumhein maut se dar nahi lagta? ......Don ko pakadna mushkil hi nahin, namumkin hai.
Trishul Jeesne har roj apni maan ko thoda thoda marte dekha ho, use maut se dar nahin lagta. Mai panch lakh ka sauda karne aya hoon, aur mere jeb me panch phooti kaudi bhi naheen hai
Muqaddar Ka Sikandar Aur waise hi, main is ko yahan nahi marunga, warna log kahenge, Sikandar ne apne ilake me use mara.
Lawaaris...mein amitji Apun wo kutte ki doom hai, jo baara baras naalli ke andar daal ke, naalli tedi hoti, apun sidha nahin hota!
Namak Halal mein the desi gentleman I can... talk English, I can ...walk English, and I can... laugh English because ...English is a very phhunny language. Bhairoo becomes Byron because their minds are very narrow.
Satte Pe Satta ...ten teden....Daaru peene se liver kharab hota hai. Bahut buri cheez hai. ek aur he amitji ke munh se Jise commander banna hai, woh sab line laga kar saamne khada ho jaye.
Coolie Iqbal nahi tha kya coolie ka maal ko apna maal samaj liya tha? Jiske sine me dil hi.... nahin, use dil ka daura kya padega?
Sharabi mein amitji..... Mucchein ho to Nathulal jaisi, warna na ho. Do aansoo is aankh se gire, phir do us aankh se. Phir do is aankh se, do us aankh se. Phir do us aankh se, do us aankh se. Kitne huye?...Nau lakh ke haar ke liye, Barah lakh ke Aanso? Daddy hote to kehte, Vijay tumhe business karna nahi aata?
Shahenshah Rishte mai to hum tumhare ...baap lagte hai, naam haii Shahenshah. Ye aurat kal court pe jayegi, har haal pe, har keemat per.. Aap dekh sakte hain ki hum der se kyoon aye he. Shaher mein ek bhi naakaa nahin tha, ek bhi chok, gali nahin thi, jahan hum pe goliyon ki ....barsaat nahi hui. Pehle to mai apko ek police officer ki vardi pe haath dalne ke liye geeraftar kar ...sakta hoon.
Agneepath mein again angry young man Pura naam, ...Vijay Dinanath Chauhan... baap ka naam... Dinanath Chauhan... Maa ka naam.... Suhasini Chauhan... Gaon Mandwa. Umar Chattees saal, .... Salaa ye telephone bhi kya ajeeb cheez banayi hai? Udhar se aadmi sochta kuch hai.....bolta kuch aur hai, karta kuch aur hi hai. Jaise tum log. Pagar baddhao... 1500 rupiye me ghar nahin chalta, saala imaan kya chalega?
and then I am a great fan of his voice as in .....Mere paas aaoin Mr. Natabarlal, Mere angane mein Laawaaris, Rang Barsein Silsila, Neela assmaan le gayain Silsila, Jahan chaar yaar mil jaye in Sharabi, Jidhar dekhu teri tasbir in Mahaan, Tu maike maat jio in Pukar, Bahar hai problem in Tufaan, Kitne bau kitne shar in Main azad hoon, Padosan apne murgiko samhal in Jadugar and finally Mein yahan tu wahan in Bagban ........he is just Fantabulous (fantastic + fabulous)
Last Words
Icons like him are immortal ....he will live for centuries ....Madam tussad made his wax statue and others gave him the title of superstar of the milennium ...he has won numerous filmfare awards and is an International Indian celebrity.
A tribute to the greatest showman on Earth who has no parallels !!