Namaskaar Dosto, maien aapse worlds fastest supercomputer ke baare mein baat ki hai, China ka Subway TaihuLight recently worlds fastest supercomputer ban chuka hai, Tianhe-2 last 3 years se number 1 position pe tha, magar Sunway TaihuLight 90 PetaFLOPS/s ki speed ke saath 1st position pe aa chuka hai, aur iska power consumption bhi 15.3 MW hai joki kam hai compared to earlier versions. maine is video mein aapko bataya bhi hai ki supercomputer kya hota hai aur kis kaam aata hai. Mujhe umeed hai ki supercomputer ki yeh jaankari aapko pasand aayegi, aur aap Subway TaihuLight ke baare mein jaan jayenge.