What can I say about this legend. He was a boon to the Hindi Film Industry.
He was an all rounder. He was a singer, lyricist, music director, producer, director and a very fine actor. I loved him a lot in Chalti Ka Naam Gadi, Pyaar Kiye Jaa and Half Ticket to name a few.
Name : Abhas Kumar Ganguly
Place: Khandwa
Married to : Ruma Devi, Madubala, Yogita Bali and Leena Chandavarkar.
Sons: Amit and Sumit
Passed Away in :1987
These are a few of my favourite Anthra’s sung by him
Film- Door Gagan Ki Chaon Mein : So much of thought put together in the lyrics and sung with so much of depth. Jahan Gam Bhi Na Ho , Aansoo bhi Na Ho Bas Pyaar Hi Pyaar Pale.
Suraj ki pahali kiran se, aashaa kaa savera jaage
chandaa kii kiraN se dhul kar, ghanaghor andhera bhaage
kabhi dhuup khile kabhi chhaav mile
lambii sii Dagar na khale
jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale
Aa chal ke tujhe, main le ke chaluun
ik aise gagan ke tale
jahan gam bhii na ho, aansoo bhi na ho
bas pyaar hii pyaar pale.
Film: Mili . This is one of my favourite sentimental songs and I thing only Kishoreda could do justice to it. He has actually got into the character so much that you feel Amitabh is singing this song.
Kabhi Mein Na Soya
Kahi Mujh Se Khoya
Sukh Mera Aise
Pata Naam Likh Kar
Kahi Yuhin Rakh Kar
Bhoole Koi Jaise
Ajab Dukh Bari Hai Ye
Bebasi Ye Bebasi
Badi Sooni Sooni Hai
Badi Sooni Sooni Hai
Zindagi Ye Zindagi
Mein Khud Se Hoon Yahan
Ajnabhi Ajnabhi
Film: Joshila - And one more…Dard Ka Badshah. Bhuli Duniya Kabhi Ki Tujhe Bhi Mujhe Bhi, Phir Kyon Aankh Bhar Aai.
Koi Bhi Saaya Nahin Raahon Mein
Koi Bhi Aayega Na Baahon Mein
Tere Liye Mere Liye Koi Nahin Rone Waala Ho
Jhuta Bhi Naata Nahin Chaahon Mein
Tu Hi Kyon Dubaa Rahey Aahon Mein
Koi Kisi Sang Marey Aisa Nahin Hone Waala
Koi Nahin Jo Yunhi Jahaan Mein Baante Peer Paraee
Ho Kiska Rasta Dekhe...
Kiska Rasta Dekhe
Ae Dil Ae Saudaai
Meelon Hai Khamoshi
Barson Hai Tanhaai
Bhuli Duniya Kabhi Ki Tujhe Bhi Mujhe Bhi
Phir Kyon Aankh Bhar Aai
O Kiska Rasta Dekhe...
FILM: NAMAK HALAAL – I just called him Dard Ka Badshah. Was I wrong ?. Look at what he has done in this song. Kya feeling hai , Kya comedy Hai. Even if you are not watching this song, you automatically tend to smile when you listen to these lines.
Aap Andar Se Kuch Aur Baahar Se Kuch Aur Nazar Aate Hain
Bakhuda Shakl Se To Chor Nazar Aate Hain
Umr Guzri Hai Saari Chori Mein
Saare Sukh Chain Bandh Jurm Ki Tijori Mein
Aap Ka To Lagta Hain Bas Yehi Sapna
Raam Ram Japna Paraya Maal Apna.
Ke Pag Ghungroo
Ke Pag Ghungroo Baandh Meera Naachi Thi
Aur Hum Naache Bin Ghungroo Ke
Ke Pag Ghungroo Baandh Meera Naachi Thi
Film: Blackmail – We spoke about philosophy, sentiments, comedy so how could I forget romance. This is a perfect piece to express that. Switch off your lights, close your eyes and let the music flow.
Tum Socho Gi Kyon Itna Main Tumse Pyar Karoon
Tum Samjhogi Deewana Main Bhi Ikraar Karoon
Deawaane Ki Yeh Baatein Deewane Jaante Hain
Jalne Mein Kya Mazaa Hain Parwane Jaante Hain
Tum Yun Hi Jalaate Rehna Aa Aa Kar Khwabon Mein
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho.
Kishore Da is an All rounder. The above 5 songs is just 1 percent of what he has sung but are close to my heart. You cannot compare anyone one with him even today or may be never.