Samsung j7 phone ha to bhut acha per aye na bhut jaldi hung or bhut jaldi battry low ho jati ha or ma kahuga ki aap log is kuki is phone ka agar display toot jata to bhut mahga padta but koi bhi kahrabi aa jati ha to ak do din me thik bhi nahi hota bhut time lagta ha iski choti se kami bhi bhut jayda time lati ha kahi iske care per jao to vale care kahte ha ki 10 din me ana ya phir ye kahte ha ki dad ho time lagega