Your review is Submitted Successfully. ×
Aug 28, 2005 10:44 PM, 12037 Views
(Updated Aug 29, 2005)
Agar mein Kahoon...

Hi Friends,


These are my 20 songs on love. You may call it a continuation of my previous choice of 5 songs in the topic “5 songs which I will sing for my beloved”.


(https://mouthshut.com/review/Five_Hindi_Songs_I_Would_Sing_for_my_Beloved-81271-1.html)


Before I start writing down my choice for 20 songs, I will like to tell you that it was very difficult choice to choose only


20 songs. I some how filtered my list, though I was not willing to eliminate any of the song., but I have to come up with only 20 songs.


Though it was difficult to write only 20 songs but please do comment whole heartedly after reading this review.


Happy Reading


Here we go on love ride


To start with, Lots of love to that special person of my life.


(Songs are in alphabetical order)


1. Aate Jaate… Hanste Gaate


Aate Jaate, Hanste Gaate


Socha Tha Maine Man Mein Kai Baar


Woh Pehli Nazar, Halka Sa Asar


Karta Hai Kyun Is Dil Ko Bekaraar?


Ruk Ke Chalna, Chalke Rukna


Na Jaane Tumhe Hai Kiska Intezaar?


Tera Woh Yakin Kahin Main To Nahin


Lagta Hai Yehi Kyun Mujhko Baar Baar?


Yehi Sach Hai, Shayad Maine Pyar Kiya


Movie Meine Pyaar Kiya


Music Ram Laxman


Singer Lata Mageshkar and S.P.Balasubramnaiyam


Filmed on Salmaan Khaan and Bhagyashri


What I liked A very slow romantic number with sensuous touch.


2. Aisi Aankhen Nahi Dekhi


Aisi Aankhen Nahin Dekhi


Aisi Aankhen Nahin Dekhi


Aisa Kajal Nahin Dekha


Aisa Jalwa Nahin Dekha


Aisa Chehra Nahin Dekha


Jab Yeh Daaman Ki Hawan De


Aag Jungle Mein Laga De


Jab Yeh Sehrao Mein Jaaye


Ret Mein Phool Khilaye


Aisi Duniya Nahin Dekhi


Aisa Manzar Nahi Dekhi


Aisa Aalam Nahi Dekha


Aisa Dilbar Nahin Dekha


Uske Kangan Ka Khalakna


Jaise Bulbul Ka Chehakna


Uske Pazeb Ki Cham Cham


Jaise Barsaat Ka Mausam


Movie Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai


Music  Nikhil Vinay


Singer Jagjit Singh and Asha Bhonsle


Filmed on Priyaanshu and Shakshi


What I liked Beautifully sung, Marvelous composition in terms of lyrics, telling about beauty of your beloved.


3.  Bahon ke darmiyaan.


Jaane kya bole mann dole sunke badan


Dhadkan bani zubaan


Baahon ke darmiyaan


Khulte badn hote labhon ki ye ankahi


Khulte badn hote labhon ki ye ankahi


Mujhse keh rahi hai ki badhne de bekhudi


Mil yoon ki daud jaayein nas nas mein bijliyaan


Aasmaan ko bhi ye haseen raaz hai pasand


Aasmaan ko bhi ye haseen raaz hai pasand


Uljhi uljhi saanson ki aawaaz hai pasand


Moti luta rahi hai saawan ki badliyaan



Movie Khamoshi – The Musical


Music  Jatin Lalit


Singer Alka Yagnik and Hariharan


Filmed on Salmaan Khan and Manisha Koirala


What I liked Music.Simply the music of songs make you to listen the song.


4. Do Dil mil rahen hai


Do Dill Mile Rahe Hain


Magar Chupke Chupke


Do Dil Mile Rahe Hain


Magar Chupke Chupke


Sabko Ho Rahi Hai


Haan Sabko Ho Rahi Hai


Khabar Chupke Chupke


Do Dil Mile Rahe Hain


Magar Chupke Chupke



Movie Pardes


Music  Nadeem-Sharavan


Singer Kumar Sanu


Filmed on Shahrukh Khan, Mahima Chaudhuri and Apporva Agnihotri


What I liked The way song tells you how two souls getting closer.


5.Gum hai kisi ke


Ho, goom hai kisi ke pyaar mein dil subaah shaam


Par tumhe likh nahin paaoon main uska naam


Haai raam, haai raam


Ho, socha hai ek din main usse milke


Keh daaloon apne sab haal dil ke


Aur kar doon jeevan uske hawaale


Phir chhod de chaahe apna bana le


Main to uska re hua deewaana


Ab to jaisa bhi mera ho anjaam


Goom hai kisi ke pyaar mein dil subaah shaam


Par tumhe likh nahin paaoon main uska naam


Haai raam


Haai haai haai haai raam


Chaaha hai tumne jis baawri ko


Voh bhi sajanwa chaahe tumhi ko


Naina uthaaye to pyaar samjho


Palkein jhuka de to ikraar samjho


Rakhti hai kab se chhupa chhupaake


Apni honton mein piya tera naam


Goom hai kisi ke pyaar mein dil subaah shaam


Par tumhe likh nahin paaoon main uska naam


Movie Rampur Ka Laxman


Music  R.D.Burman


Singer Kishore Kumar and Lata Mangeshkar


Filmed on Randhir Kapoor and Rekha


What I liked Innocence.This song is just a way of expressing love with sheer innocence


6. Humein jab se mohabat


Humein jabse mohabbat ho gayi hai


Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai


Humein jabse mohabbat ho gayi hai


Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai


Humein jabse mohabbat ho gayi hai


Fizaaon mein nayi ek roshni hai


Havaaon mein ajab si taazgi hai


Tum is vadee mein mujhse mil rahi ho


Zameen lagta hai jaise ga rahi hai


Nayi rut ki mahoorat ho gayi hai


Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai


Humein jabse mohabbat ho gayi hai


Movie Border


Music  Anu Malik


Singer Sonu Nigam and Alka Yagnik


Filmed on Akshya Khanna and Pooja Bhatt


What I liked Mausam and Pyaar, dono ko ek saath define karna.


7. Hum Badi door chale


Hum badi door chale aaye hain, chalte chalte


Aao ab laut chale shaam ke dhalte dhalte


Hum badi door chale aaye hain, chalte chalte


Baheke jazbaat hai, chhune se mahek jaayenge


Aise haalaat mein hum dono bahek jaayenge


Banke toofan jaage armaan


Dil ki shamma na bhadak jaaye yun jalte jalte


Hum badi door chale aaye hain, chalte chalte



Movie Sangharsh


Music  Jatin Lalit


Singer Sonu Nigam and Shraddha Pandit


Filmed on Akshaya Kumar and Priety Zinta


What I liked This songs shows how deep love can be.


8. Hum Tum


Saanson Ko Saanson Mein Dhalne Do Zara


Dheemi Si Dhadkan Ko Badne Do Zara


Lamhon Ki Guzarish Hai Ye, Paas Aa Jayein


Hum, Hum Tum, Tum, Hum Tum


Aankhon Mein Humko Utarne Do Zara


Baanhon Mein Humko Pighalne Do Zara


Lamhon Ki Guzarish Hai.Hum Tum


Saanson Ko.


Salvatein Kahin, Karvatein Kahin


Phail Jaaye Kajal Bhi Tera


Nazron Mein Ho Guzarta Hua Khwabon Ka Koi Kafila


Jismon Ko Ruhoon Ko Jalne Do Zara


Sharm-O-Haya Ko Machalne Do Zara



Movie Hum Tum


Music  Jatin Lalit


Singer Alka Yagnik and Babul Supriyo


Filmed on Saif Ali Khan and Rani Mukharjee


What I liked Desires.This songs depicts desire of all whoe are in love with great music


CONTINUED  IN COMMENTS SECTION

(53)
VIEW MORE
Please fill in a comment to justify your rating for this review.
Post

Recommended Top Articles

Question & Answer