Music is Universal.It holds the same for Patriotism. And when both of them unite, it is a blissful experience especially to those who are senti.
To be more specific and precise, the patriotic songs have been categorized(not by any standard organization but myself.) as ever green- classics, for kids and Peppy-latest.
Here is the listing:
wait a sec! First prepare yourself mentally by taking a deep breath, get the picture of the Tri-color Flag of our country India in mind, close your eyes for a moment, and hum eithersaarey jahan sey accha orjana gana mana for a second. Open your eyes and start the journey.
Ever-green classical:
- Aye watan ay watan hum ko teri kasam,
teri raahon mein jaaan tak luta jaaayengey
Phool kya cheez hai, terey kadmon pey hum
Bheint apney siron ki chada jaaayengey
aye watan aye watan.
Film:Shaheed Singer:Mohd Rafi
- Aye merey watan key logon,
Zara aankh mein bharlo paaani,
Jo shaheeed huay hain unki
Zara yaad karo qurbaani.
jaya hind, jaya hind ki sena.
Singer: Lata
Apni Azaadi ko hum hargiz mita saktey naheen,
sar kata saktey hain lekin, sar jhuka saktey naheen.
Film: Leader Singer:Mohd. Rafi
Chodo kal ki baatein
Kal ki Baat purani,
Nayey daur mein likhengey
mil kar nayee kahaaani.
Hum hindustani.Hum hindustani.
Film:Hun Hindustani Singer:Mukesh
- jahan daal daal pey soney ki chidiya karti hai basera
woh bharat desh hai mere, woh bharat desh hai mera
Film:Sikandarey Azam
Aye merey Pyaarey watan
Aye merey bichdey chaman
Tujh pey dil qurban.
Film:kabuliwala
kar Chaley hum fida jaan o tan saathiyon
Ab tumhaarey hawaaley hai watan saathiyon
Film:Haqeeqat
Dil Diya hai jaaaan bhi dengey
Aye watan tere liye.
Film:Karma
For Kids:
AaO bachon tumhein dhikayein jhanki hindustan ki
is mitti sey tilak karo yeh dharti hai balidaan ki
Vandemataram.Vandemataram
Nanna munna raaahi hoon desh ka sipahi hoon
bolon merey sang jai hind jai hind.
- Nanhey Munney bachey teri mutti mein kya hai,
Mutti mein hai taqdeer hamaari jisney kismat ko bas mein kiya hai
Insaaf ki dagar pey bachon dikhaaon chalkey
Yeh desh hai tumhara, neta tumhi ho kal key
Hum sab Bharteeeya hain, hum sab bharteeya hain,
apni manzil ek hai ahaha, ek hai a ha ha, ek hai.
hum sab bharteeeya hai
New generation-Peppy / hummable
- Sunon gaur sey duniayaan waalon
buri nazar na hum pey daaalon
Chahey jitna zor lagaalo
Sabsey aagey hongey hindustaaani.
oooo ooo ooo o.
Film:Dus
haath mein kangan
ho maathey pey bindiya,
it happens only in India.
Film:Pardesi babu(Govinda-shipa shetty)
- Hum logon ko samajh sako to
Hum logon ko samajh sako to a samjho dilbar jaani,
jitna bhi tum samjhogey utni hogi hairaani
apni chatri tumko dedein kabhi jo barsey paani
kabhi nayey packet mein bechein tumko cheez purani
Film:Phir bhi dil hai hindustani(sharukh and juhi)
East or west India is the Best
Saarey jahaan sey accha
Hindustan hamara
Hum bulbuley hai iski
yeh gulsitan hamaara hamaara.
East or westYO India is the best
Film:Judwa(salmaan khan)
Mera Mulk mera desh mera yeh watan
shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
iskey waastey misaal hai
mera man mera tan
ay watan ay watan
jaane man jaane man jaane man
Film:Diljale(ajay devgan and sonali bendre)
kasam hi ley hamney
kasam na todeingey
we love u o india
tumhein na chodengey.
Private Album by Anu Malik
My Favourite.
BOLON YAAR HAAN
APNI JEET HO
UNKI HAAR HAAN
MITJAYEY JO TAKRAWEY CHALEY CHALO CHALEY CHALO
KOI HUM SEY JEET NA PAAWEY CHALEY CHALO CHALEY CHALO
TOOT GAYI JO UNGLI UNKI
PAANCH UNGLI JO BANGAYI MUTTHI.
GIDTA BADHTA HI JAAYEY CHALEY CHALO.
ETC ETC.(I dont know the exact wordings.)
Film: lagaan(AAMIR KHAN/Gracy singh)
Phew.Here ends my list. There exist still many songs but due to time constraint, space constraint and my memory constraint I need to put a full-stop(or may be a semi colon) here. Others may add more to it.