I have always felt that sadness is one feeling that I and many people find hard to express. Crying doesnt come easy and framing sentences to depict the pain/hurt/sadness is next to impossible. In such times songs like these have come to my rescue.
Oh and the songs havent been ranked. 1-20 are just numbers and not my order of preferance.
*20) Leja
*Movie: Karam
Singer: Harshdeep, Vishal
Saansen hi to baaki hain inhi bhi leja
Dhadkein khaali hain inhi bhi leja
Jo chaaha wo nahi hai
Jo na chaaha barkat mei hai
19)Din Dhal Jaaye
Movie: Guide
Singer: Mohammed Rafi
Din dhal jaaye
Raat na jaaye
Tu to na aaye teri yaad sataaye.
Apne kabhi they ab hain paraaye .
18) Wahan Kaun Hai Tera
Movie: Guide
Singer: S.D. Burman
Koi bhi teri raha na dekhe
Nayan bichai na koi
Dard se tera koi na tadpa
Aankh kiski na roi
Aankh kiski na roi
Kahe kisko tu mera
Kahe kisko tu mera
Musafir jayega kahan
Dum le lee gadi bar
Yeah chaya paayeega kahan
17) Woh Lamhe
Movie: Zeher
Singer: Atif Aslam
Saagar ki gehraayi se
Gehra hai apna pyaar
Sehraoun ki n hawaon me
Kaise aayegi bahaar
Kahan se ye hawa aayi
Ghataayen kaali kyoun chhaayi
Khafaa hogaye hum
Judaa hogaye hum
*16) Tanhayee
*Movie: Dil Chahta Hai
Singer: Sonu Nigam
Kyun aisi umeed ki maine
Jo aise naakaam hui
Duur banaayi thi manzil
To raste mei hi shaam hui
Ab kahaan jaaun mai
Kisko samjhaau mai
Kya maine chaaha tha
Aur kya kismat mei aayi
*15) Lambi Judai
*Movie: Hero
Singer: Reshma
Ek to sajan mere paas nahi re
Duje milan di koi aas nahi
Uspe ye saawan aaya
Aag lagaai
Chaar dinaunda pyaar o rabba
Badi lambi judai
14) Hum Yahaan
Movie: Zakhm
Singer: Kumar Sanu
Phir ho wahin baatein
Phir ho wahin raatein
Phir wahi rat jage
Phir wahi bechainiya
Hum yahan tum yahan
Dil jawaan wo sama
Lekin kahaan shuru shuru ke pyaar ka
Phir se chalo churaayein dil yaar ka
13) Maula Mere
Movie: Chak De India
Singer: Kailash Kher( unsure)
Teeja tera rang tha main to
Jeeya tere dhang se main to
Tu hi tha maula
Tu hi aan
Maula mere lele meri jaan
12) Ranjish hi sahi
Singer: Mehdi Hassan
Ab Tak Dil-e-Khush Feham Ko
Tujhse hain umeedain
Yeh aakhri shamain bhi
Bujhanay ke liye aa
Kis kis ko bataayenge
Judaai ka sabab hum
Tu mujhse khafa hai to zamaane ke liye aa
11) Ya rabba
Movie: Salaam - E - Ishq
Singer: Kailash Kher
Ya rabba dede koi jaan bhi agar
Dilbar pe ho na koi asar
Koi na sune sisakti aaho
Koi na dhare tadapti baahon ko
Aadhi aashi poori khwaishen
Tooti footi sab farmaishen
10) Badi sooni sooni hai
Movie: Mili
Singer: Kishore Kumar
Kabhi Mein Na Soya
Kahi Mujh Se Khoya
Sukh Mera Aise
Pata Naam Likh Kar
Kahi Yuhin Rakh Kar
Bhoole Koi Jaise
Ajab Dukh Bari Hai Ye
Bebasi Ye Bebasi
Badi Sooni Sooni Hai
*9) Hum Bekhudi Mei
*Movie: Kala Pani
Singer: Mohammed Rafi
Dekha kiye tumhe hum banke deewana
Utaraa jo nashaa to humne ye jaanaa
Saare wo zindagi ke sahaare chale gaye
Hum bekhudi mein tumko pukaare chale gaye
8) Kisi Baat Par Mai
Movie: Bemisaal
Singer: Kishore Kumar
Mujhe dosto se shikaayat hai shayad
Mujhe dushmano se mohabbat hai shayad
Mai is dosti dushmani se khafa hu
Kisi baat par mai kisi se khafa hu
Mai zinda hun par zindagi se khafa hu
7) Koi Ye Kaise Bataaye
Movie: Arth
Singer: Jagjit Singh
Tum musarrat ka kaho ya ise gham ka rishta
Kehte hain pyaar ka rishta hai janam ka rishta
Hai janam ka jo ye rishta to badalta kyooN hai
*6) Jhonka Hawa Ka
*Movie : Hum Dil De Chuke Sanam
Singer: Hariharan
Kaagaz pe meri tasveer jaisi kuchh to banati hogi na
Ulat Palatke Dekh Ke Usko Jee Bhar Ke Hansti Hogi Na
Hanste Hanste Aankhein Tumhari Bhar Bhar Aati Hogi Na
Mujhko Dhaka Tha Dhoop Mein Jisse Vo Aanchal Bhigoti Hogi Na
Saawan Ki Rimjhim Mera Taraana Yaad Dilati Hogi Na
Ek Ek Meri Baatein Tumko Yaad To Aati Hogi Na
Kya Tum Mere In Sab Sawaalon Ka Kuchh To Jawaab Dogi Na
*5) O Re Piya
*Movie: Aaja Nachle
Singer:
Lagta hai k gairo mei mai palti rahi
Le chal wahaan jo mulk tera hai
Jaahil zamaana dushman mera hai
4) Aye Mere Pyare Watan
Movie: Kabuli Wala
Singer: Manna Dey
A beautiful song of longing for ones own country.
Tere daaman se jo aaye
Un hawaaon ko salaam
Choom lun main uss zubaan ko
Jis pe aaye tera naam
Sabse pyaari subah teri
Sabse rangeen teri shaam
Tujhpe dil kurbaan
Tu hi meri aarzu
Tu hi meri aabru
Tu hi meri jaan
3) Kar Chale Hum Fida
Movie: Haqeeqat
Singer:
Zinda Rehene Ke Mausam, Bahut Hai Magar,
Jaan Dene Ki Rut Roz Aati Nahin,
Husn Aur Ishq Dono Ko Ruswa Kare,
Woh Jawaani Jo Khoon Mein Naahathi Nahin,
Aaj Dharti Bani Hai Dulhan Saathiyon,
Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon.
Kar Chale Ham Fida, Jan-o-tan Saathiyon,
Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon.
2) Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam
Movie: Kaagaz Ke Phool
Singer: Geeta Dutt
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum ham rahe na ham
Waqt ne kiya
Beqaraar dil is tarha mile
jis tarha kabhi ham juda na the
Tum bhi kho gaye, ham bhi kho gaye
Ek raah par chalke do qadam
Waqt ne kiya
Jaayenge kaha sujhta nahi
chal pade magar raasta nahi
Kya talaash hai kuchh pata nahi
Bun rahe hain dil khaab dam-ba-dam
Waqt ne kiya
1) Saaya Bhi Saath
Movie: Dillagi
Singer: Nusrat Fateh Ali Khan
Saaya bhi saath
Jab chor jaaye
Aisi hai tanhaayi
Rona chaahun to aansu na aaye