Yes Folks
Thats the way I would express Mukesh ji, a man who could
make you feel pain that was Mukesh ji.
So I am going to do my level best and give his credit due to
him by me.
There is a song sung by him, which is exactly what he did.
Ek din bikhjaye ga mathi ke mol jaag mein rehey jayengey
pyare tere bol, dujey ke hoton ko dekar apne geet, koi
nishani chod phir duniya se dol. How true the words are he
has left behind his songs for us to remember him by. As
well as sung by others for him.
1.Joh tumko ho pasand wohi baat kahengey tum din ko agar,
raat kaho raat kahengey, joh tumko ho pasand wohi baat
kahengey. Safar
2.Chahay aaj mujey na pasand karo, jahan dwar hiday ke baandh
karo aakhir mein tuhey mera hi hona hoga, aakhir mein tumey
mera hi hona hoga. Darinda
3.Aaya hai mujey phir yaad woh zalim guzra zamana bachpan
ka, hai woh akele chod ke jaana bachpan ka, aaya phir yaad
woh zalim. Devar.
4.Kahi karti hogi woh mera intezar jisiki tamanna mein
phirta hoon bequarar. Phir kab milogi.
5.Ram karey aisa ho jayen meri neendiya tohey mil jayen mein
jaagu tu sojay, mein jaagu tu sojaay. Milan
6.Bas yehi apradh mein har baar karta hoon aadmi hoon aadmi
se pyar karta hoon. Ek khilona ban gaya duniya ke meley
mein, koi kheley bheed mein koi akele mein, muskurakar bhet
hur sweekar karta hun aadmi hu aadmi se pyar karta hun. Pehchan
8.Mujko is raat ki tanhaai mein awaaz na do, awaaz na do,
awaaz na do, jiski awaaz ruladey mujey woh saaz na do, awaaz
na do, awaaz na do. Dil bhi tera hum bhi tere.
9.Chandi ki deewar na thodi, pyar bhara dil tod diya, ek
dhanwan ki beti ne, pyar ka daman chodiya. Vishwas.
10.Gorey, gorey chand ki mukh par kali, kali aankhen hai
dekhhikey eenko neend udjaaye aisi matwali aankhen hai. Anita
11.Dum, dum diga, diga mausam bhiga, bhiga bin piye mai toh,
mai toh gira hai allah, surat aap ki suban allah, hai allah
surat aap ki suban allah. Dil tera diwana.
12.Dost, dost na raha pyar, pyar na raha zindagi humey tera
aitbaar na raha, aitbaar na raha. Sangam
13.Darpan ko dekha tuney jab, jab kiya singar, phoolon ko
dekha tuney jab, jab aayi bahar ek bad naseeb hu mein, ek bad
naseeb hu mein jisey nahi dekha ek baar. Darpan.
14.Husn ne jana idhur aah aaina hu mein tera, mein sawaru
ga tujey saarey ghum tedey mujey, bheegi palkein na jhooka
aaina hu mein tera. Saathi.
15.Mera di ek aas ka panchi, udtha hai unchey gagan par
paucheyga ek din kabhi toh chand ki ujley zameen par.
Aas ka panchi.
16.Tauba yeh matwali chal jhuk jaaye phoolon ki dal chand
aur suraj aakey mangey thamey tujpey hasina, teri misal
hi kahan, tauba yeh matwali chal. Patthar ke sanam.
17.Chand aahen bharega phool dil tham lenge husn ki baat
chali toh sab tera naam lenge, chand aahen bharega.
18.Chalia mera naam, chalia mera naam, hindu, muslim, sikh,
isaai sab ko mera salaam, chalia mera naam.
19.Mein pal do pal ka shayar hoon pa do pal meri kahani hai
pal do pal meri hasti hai pal do pal meri jawani hai, mein
pal do pal ka shayar hoon. Kabhi Kabhie.
20.Socha tha pyar humna karege, surat pe yaar humna marenge
phir bhi kisi pe di agaya, socha tha pyar humna karege.
These were solos I liked and duets.
Humsafar merey humsafar pankh tu parvaj hum,
geet ka andaz ho tum saaz ki awaaz hum. Poornima.
Mera pyar bhi tu hai yeh bahar bhi tu hai tuhi nazron mein
jaaney tamanna tumhi nazaron mein. Saathi
21.Tum agar mujko na chaho toh koi baat nahin, tum kisi aur
ko chahogi toh mushkil hogi.
22.Taron mein sajkey apni suraj se dekho dharti chali milne.
Movie- Jal bin machli nitrya bin bijli.
23.Jis dil mein basa tha pyar terea us dil ko kabhi ka thod,
diya hai toddiya badnaam na honey dengey tujey tera naam
hi lena chodiya hai chod diya, jis dil mein basah tha pyar
tera.
24.Awara hoon, awaara hoon ya gardish mein ek aasman ka tarah hoon,
awaara hoon. Gharbar nahin sansar nahin mujsey kisiko pyar
nahin.
25.Jis gali mein tera ghar na ho balma, us gali se mujey toh guzar
guzar na nahin, joh dagar tere dwarey pe jaati na ho us
dagar pe humey pao rakh na nahi, jis gali mein tera ghar na
ho balma.
Bye Sushama