You cannot rate your own article.
By: anjali1061983 | Posted: Apr 08, 2009 | General | 228 Views

Duniya Ki nazar ke sath chal padi,


chaod ke sabka hatth mea kuddha ke pass chal paddi,


jeene ki chhaht mea, kuch chahhne kii ahhat mea,


girte sambhalte,ratt ke andhere ki who batt chal padi,


duniya ki nazar ke sath chal padi,chaod ke sabka hatth mea khuddha ke pass chal paddi,


chane ka jo sil sila tha khatam na hua kbhi,


kabhi kisi ki batt tho kabhi kisi ki kwaish puri kar chali,


sab kuch tho tha is duniya mea par kisi ka dil aur kisi jaan na chah kar bhi kudda kar saki,


Duniya Ki nazar ke sath chal padi,


chaod ke sabka hatth mea kuddha ke pass chal paddi


Publish an Article