ek soch hai chupke se wo ban jaun,
jise tumhari ankhen har pal khojti hai,
tumhare paas akar,
tumhare hoto ki muskuraht,
tumhara chaunkna dekhna chahti hun,
tumhare kano mai wahi gungunana chati,
hun,
jise sunkar tum khil jao,
tumhari palkon mai chipe khvab,
pure kar dun,
sapnili ankho mai jo ashru chipe,
hai,
ek sath bah jayen,
fir palat kar suni najron se,
suni raho ko na niharo,
wahi gungunao jo pahli baar sunaya ,
tha,
wahi lajja se gulabi hua chehra,
dekhna hai,
ye yadon ke pal khatm hi nahi,
hote,
shayad meri duayen thodi kamjor,
pad gai.