You cannot rate your own article.
By: madhuminal | Posted: Apr 01, 2008 | General | 408 Views

Ye dub dil ka harit bichona,


rang bhara bhula sa bachpan,


apna anchaha apnapan,


jese sudhiyon mai ek sapna,


raton ki dhandi chandni,


din ki tapti hui dopahri,


ye sare uphar tumhare hi hai,


kahin dharti milti ambar se?


kahin ambar milta dharti se?


ye mukat kalpna hi hai,


bhula sa sudhiyon mai ek sapna,


rang bhara bhula sa bachpan|


Post a Blog