You cannot rate your own article.
By: a619254 | Posted: Jul 08, 2010 | General | 191 Views

Pyar kya hota hain ? aur wo agar kisiko samzana ho to bohtahi difficult hain pyar pyar hota hain jisme koi bandhan nahi hota wo pyar hota hain lekin kuch log pyar ko samaz nahi paate wo kab samzenge ki hum unse bepanah pyar karte hain . Unke liye apni jaan de sakte hain . Lekin wo hamara pyar nahi samaz paye .Pyar aysa karo ki wo marte dum tak kam naho paana hi saccha pyar nahi hain pyar ka matlab hain Khona. Kisise itna pyar karo ki wo Marte dum tak tumase pyar karain


Tags :
my, love
Other Blogs by a619254
Post a Blog