You cannot rate your own article.
By: devkaran | Posted: Nov 29, 2012 | General | 402 Views

Day 0


Jindagi ke ek naye safar ki shuruwat, ya kahu ki real jindagi ki shurauwat. PG complete ho chuka hai aur campus k through Indore k ek hotel me as a admin manager mene join kiya hai. Jaise hi train ne apna station choda laga apne sath bahut si khubsurat yadein aur bahut hi khubsurat jindagi chod k ja raha hu. Aane wala samay na jane kaisa hoga.


Publish an Article