are hume to apno ne loota gairo main kaha dum tha
meri huddi waha tooti jaha hospital band tha ??
mujhe jis ambulence main dala uska petrol khatam tha
mujhe Rikshe main bithaya kyun ki uska kiraya kam tha??
mujhe doctoro ne uthya nurse main kaha dum tha
mujh jis bed par letaya uske niche bam tha ???
mujhe to bam se udaya goli main kaha dum tha
or mujhe sadak main dafnaya kyunki kabristan main fungtion tha ??