You cannot rate your own article.
By: madhuminal | Posted: Oct 20, 2008 | General | 512 Views (Updated Oct 20, 2008)

chalo maan lo ek khavb adhura,


reh gaya,


to kya ye puri jindgi ka hisab ho,


gaya?


mana koi ek lamha bhulane ke,


liye nahi hota hai,


to kya jindgi ke har lamhe ka,


hisab ho gaya?


asman ke tare jamin par jugnu,


ban ,


jamin ko roshan kar gaye to,


kya kisi ka jivan bhi roshan ho,


gaya?


chalo hum apne dil ko itna jalayen,


ki tumhara dil asman ka sitara,


ho jaye,


ek tum roshan huey to humara jahn,


bhi roshan ho gaya,


kisi ne esa naqab pehna ki tumhare,


dil ka har kona benaqb ho gaya,


ab yunhi kinare par bedh kar yeh,


na socho ki us paar jana asan ho,


gaya,


koi is tarah dosti nibha gaya ki,


har dushman kamyab ho gaya......................



Post a Blog