You cannot rate your own article.
By: neemri | Posted: Jul 16, 2009 | Poems | 397 Views

Ye Kaisi hai vehshat jo insaan pe chai jaati hai,


Ye kaisi hai dehshat jo apne saath masumiyat liye jaati hai


Hum jo insaan hone pe itrate hai,


Kyon jaanvar se bhi battar huae jaate hain


Jaanvar to bhookh lagne pe katl karte hain,


Hum kaise hain jinhe katl karne ki bhookh lagi jaati hai


Ye dharm ye reet kis kaam ki


Jo insaan ko insaan ke khoon ka pyasa banati hai


Ye kaisi hai vehshat .................


Post a Blog