Best property group hai Jaipur Rajasthan me, hum log last month hi Jaipur shift hue hai aur hamare fufa ji ne hum logo ko inse meeting karvayi. Abhi hum rent ke flat me rah rahe hai aur jaldi hi Ashish group me book karvaya hua hai flat, umeed hai jaldi yaha shift hoge aur kaafi accha lga they inform us about their services aur one of the best thing is Inka staff itna accha tha, sample dikhaye hum logo ko. Aaj ke time property lene valo ke liye Ashish group is number one group hai. Mere hisab se agar I suggest Ashish vale best hai? aap log bhi inse meeting krke apna ghar le skte hai Jaipur me?