Kishor Da I cannot stop writing on you as you have left us with songs which not only make us remember you by but even saw it touches the soul, no doubt credits go the lyric writer and music director, but the depth of the song is given by the singer and which you always did.
(1)Koi humdum na raha koi sahara na raha, hun kiske na rahe koi hamara na raha koi humdum na raha koi sahara na raha.
(2)Mere mehboob quayamat hogi aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi, meri nazre toh gila karti hain aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi. Mr X in Bombay.
(3)Dil aisa kisine mera toda barbadi ki taraaf aisa moda ek bhale manus ko amaanush banake choda, dil aisa kisi ne mera toda barbadi ki taraf aisa moda. Amaanush.
(4)Jaago soney walon sunlo meri kahani, kiya aamiri kiya garibi choddo baatey purani. Bhoot Bangla.
(5)Duniya oh duniya tera jawab nahi, duniya oh duniya terey gunahon ka bas koi hisaab nahi duniya oh duniya. Naya zamana.
(6)Yeh lal rang kab mujey chodega, mera ghum kab talak mera dil todeyga, yeh lal rang kab mujey chodeyga. Prem Nagar.
(7)Kuch toh log kahenge logon ka kaam hai kehna chodo bekaar ki baton ko kahi beetna jaye raina kuch toh log kahenge. Amar Prem.
(8)Jeevan ke safar mein raahi miltey hain bichad jaane ko aur de jaatey hain yaadein tanhaai mein tadpane ko.
(9)Yeh jeevan hai is jeevan ka yehi hai , yehi hai, yehi hai rang aur roop thodey ghum hai thodi khushiyaan yehi hai, yehihai, yehi hai chaon dhoop ye jeevan hai.
Dhun se duniya se ghar se na dwar se sasson ki dor bandhi hai preetam ke pyar se dil na todo mun na modo har pal ek darpan hai yeh jeevan hai.
(10)Chalte chalte mere ye geet yaad rakna kabhi alvida na kehna , kabhi alvida na kehna rohtey haastey bas yun hi tum gun gun aatey rehna, kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kena.
(11)Khiza ke phool se aati kabhi bahar nahi mere naseeb mein aai dost tera pyar nahi. Do raaste.
I mean real good songs are still there just not in mood will update anytime.
Bye Sushama