May I come in madam is hindi language comedy show in india started 2016.
sandeep anand wo jo is serial mein sajan agarwal ka kirdaar nibhata hai. is serial mein ye wo pati hai jo apni patni se kam or saas or saale se jyada pareshan rehta. or ye boss sanjana ke pyar mein pagal hai usko ko impress karne ke liye ideas dhoon ta rehta hai.
sanjana wo jo sajan ki wife ki friend hai. or madam impress karne ke kuch tarike sajan ka dost khiloni hi deta hai wo bi ek aham kirdar hai. sanjanas father loved sajans mother in law but sajan loved his daugther. is serial mein main mudda yeh hai ki sajan sanjana ke father ko apni saas se door rakhne ki koshish karta dikhta hai
sajan ka ek takia kalam bhi bada acha hai lemon choos le iam watch this episode every monday to friday 9:30 to 10:00 pm life ok.