Your review is Submitted Successfully. ×

Saiyaara

0 Followers
4.0

Summary

Saiyaara
Dhruvi Bhagora@dhruvibhagora1206
20 days ago, 466 Views
Jab pyar time se haar gaya,aur khamoshi jit gayi

19 ke waqt ki to bhot sari movies mene dekhi he lekin aj ke jamane me esi bhi movie ayegi ye mene socha na tha mano esa lag rha tha ki screen ke us par mera hi khud ka dard bol rha ho.


Saiyaara ek movie hi nhi ek ehsaas he ek chhupa hua emotion hai.


Story simpl hai- ladka, ladki, pyar, judai


Lekin isme kuchh alg he jese kisi ne AI se bola ho,


"Banake de muje esi ek kahani, jo human heart ke code ko rewrite krr de"


Hero ek "artist hai "uske sketch to dikhte hai lekin emotion chhup jate hai


Heroine ek "writer hai"uske sabdo me sab kuchh hota hai bas uske khud ke liye kuchh nhi


Aur dono milte hai. par waqt unka nhi hota


Jab background me saiyaara song bajate hai tab ankhon me vo purani yaad hil jati he "jab mene apne khas insaan se akhari baar vidayi li thi"


Movie ke sare dialogue nhi dil likhe hue hai aur har ek seen ek reel nhi, "real memory"jaisa lagta hai


Aur haan."har love story perfect nhi hoti.


Kabhi kabhi sirf ek movie mil jaati hai-jisme ham apna adhura pyar dhudh lete hai


Saiyaara mere liye vahi moovi thi


~ Dhruvi ??


? Stars-?????


Ek tukada afsana, ek tukda dard.


Are ek movie jo khtam hokar bhi khatam nhi hui.


Isliye ????diye- ek dil ke liye, ek yaadon ke liya .

(0)
Please fill in a comment to justify your rating for this review.
Post

Recommended Top Articles

Question & Answer