STREE 2 - SARKATE KA AATANK !
REVIEWED BY: ARINDAM SAIN
Tabahi pakki hain, aag tu, main paani. Woh toh puja ke din o mein aati thi. Kabhi kabhi der se aana na, accha hota hain. Kaun phaade hain Chanderi Puran ke PANNE; Rudra hain hum, woh kaun aayega, woh bhi pata karna hain MANNE. Come down ya Calm down ! Aayi Chitthi, gayi Chitti !
Laut ke aayi ho phir se mere PAAS; khush ho gayo hain, tumhari yeh Chanderi ke DEVDAS. Tumhare teh, tumhare hain, tumhare hee rahenge hum. Ungli sahi salaamat hain; it was just a love bite ! Delhi se kaun aaya ? Kaati raat maine khet o mein, tu aayi nahi, lekin woh aa raha hain. Meri jaan jaa rahi hain, aap ko santulan ki padhi hain.
Who demolished whose statue and why ? Kya uski chamatkaari choti aur kaala jaadu ka ABHYAAS; rok paayegi Mahapooja mein MAHAVINAASH ? Enemies of modern women ! Ganji hain, lekin zinda hain. Kaun hain ish Mahabharat ka Sanjay ? Aankhon mein hain jiske pyar; ek aisa kalakaar.
Vicky please ! start the war. Kemcho Rudra Bhaiya, ekdum MAZA MA; kya Chanderi mein dance karegi, aap ki Romantic Rani, SHAMA ? Aaj ki raat mazaa husn ka, aankhon se lijiye. Conservative Male Dominance Vs Modern Women Empowerment ! Momo at Bhopal ! Influencer hain, apna follower badhana chahta hain. Ardhnariswar ! Mayabi Shakti !
Aap ka Bluetooth unh ladkiyon se judaa huya hain. Plan B ! B for Bhasky ! The mother responded to her childs call. Dil se nikaalo ! History repeats itself; in that epic war, the head pieces fell into the lava. Khatam hua Sarkate ka Aatank; Koi itna khubsurat kaise ho sakta hain ! Just like Vicky, the Bhedia also fell in love with "STREE 2".