Sultan movie aik admi jis ka naam sultan tha os ki zindgi ka bary me hai. Jis me bataya gya hai ka aik admi jo itni mahnat karta ha os ko log tohry din he os ki qadar karty ha.
Salman khan ny es movie me bohat mahnat ki ha ha es film ko logo ny bohat pasand ki ha. Salman khan k a bollywood me aik naam ha bohat sary log salman khan ka fan ha.
Es film ny aik din me 40 caror business kia ha. Ye fil baqi filmo li jaga pahly no par ja rahi hai.Ap log es film ko zarror dahky bohat maza aye ga.